Wednesday, 4 March 2015

(sallallahu Alaihi Wasalam)??///


Ye Mana K Bahut .Na Farman, Hai Hum..
Kar Jate hai ,Gunaah..Kyuke ,Insaan.Hai Hum..
Bacha Lijiyea .Ya RasoolAllah, (sallallahu Alaihi Wasalam) ,Akhirat.
Me Hame..
Kyuke Apki ,Shafaat k .Mohtaaj, Hai Hum.
.

Monday, 2 March 2015

Aksar hum??????????




Aksar hum namaz padte hain par namaz me
humara dhyan nahi rehta
Gaur se padhiye
Jab hum Facebook.Ya aur Whatsap use karte hain toh us dauraan
machhar bhi kaant liya toh hume hosh nahi
rehta Par wahi machhar hume namaz me kaant liya
toh hum zor zor se khujane lagte hain humara
dhyan namaz me se hat jata hai
Doston aisa q ?
Kya namqz se ziyada important hai yeh facebook hai?
Sajde me sar kata liye mere nabi ke pyare nawase
Kya hume nahi sajta?
zara sa unka toh khayal karo...! unki qurbaniyon
ka toh khayal karo...!

jannat ???


HUZOOR Sallallahu Alaihi Wasallam (صلی اللہ علیہ وسلم) NE FARMAYA:-
JO SHAKHS AISA RAASTA CHALE, JISKA MAQSAD ILM KI TALAASH HO, TO ALLAH TA'ALA USKE LIYE JANNAT KA RAASTA AASAAN KAR DEGA.
(MUSLIM Hadees No.:6853)   

namaz???


Hefazat Kro
Ebadat Kro NAMAZ”Ki
Tlawat Kro QURAN”Ki
Atat Kro NABI Ky Farman Ki,
Pukr Suno  AZANKi,
Kuyn k NAMAZ Shan Hai Musliman Ki, 
EMAN”Ki

Friday, 13 February 2015

hijab-muslim??????????

ALLAH TAALA HAM SAB KO TOFEEQ DEN burqa pehan kar bhar nikle burqe ka sahi istamall kre bhut fide 
hai  ALLAH TALA HAM SUB ko ak sep mai molti ki tar ha rkhna chata hai isse hme flu or bhut sari bimari 
bch sakte hai or bury nzar se bhi  ham sub ALLAH KE BANDE HAI Be purdah nazar NA aayein

Friday, 23 January 2015

Hadees????


» Hadees : Nabi-e-Kareem (Sallallahu Ta’ala Alaihi
Wa Aalihi Wa Sallam) Ne Farmaya Ke,
“(Aye) Auraton Ke Giroh ! .. Tum Me Jo Aurat
Zevar Pehan Ker Gair Mard Ke Samne Iski
Numaish Karegi Wo Azaab Me Mubtila Hogi”.
( Abu Dawood )
Aur Farmaya Ke, “Jo Aurat Gair Mardon Par Apni
Zeenat Ki Numaish Karegi Qayamat Ke Din Wo
Noor Se Mehroom Aur Andhere Me Mustagriq
Hogi”.
(Tirmizi:Sharif)
» Dua : Allah Ta’ala Tamaam Imanwali Khawatin
Ko Sunnat-e-Nabvi Par Amal Ki Aur Har Kism Ki
Be-Hayayi Waale Baato(Amaalo) Se Parhez ki
Toufiq Ata farmaye… !!! Ameen 

asslam alikum jumma mubarak ???


AY ALLAH pak ... to hi humara khaleek humara maleeek ur humara ALLAH pak hai
AY ALLAH hum teri hi ebadaat karty hai ur tuj say hi madad chaty hai
AY ALLAH hum kamzoor hai humain taqatwar bana hum buray
hai humain acha kar day
AY ALLAH hum apny gunaho ki waja say khusk hai humain
sar sabaz o shadaab farma
AY ALLAH to apny fazal karam ur rehmaat say esa bana day jaysa k too chata hai
AY ALLAH humary gunaho say darguzar farma ur apni
rehmat say unhain naikiyooo main badal daaay
ur humain apni siwa sab say bay neyaaaz kar daaay   

AY ALLAH   ham sub ku sach bone ki  taqatwar de our jhot se dor rhneki 
adad dal ameen 

Tuesday, 20 January 2015

Deen-e-malomath ???????

(1)jannath mein sab se pehle koun dakhil hoge?
(a)HAZRATH MOHAMMAD SALLALLAHU ALAIVASALAM
(2)quran paak mein jannath ka lafse kethne bar aya?
(a)takreeban 150 bar
(3)jannath mein kithne kisam ke lehre hai?
(a)4kisam ki lehre hai
(1)tandi sheer halke pani
(2)dood ki
(3)sharab ki
(4)khalas shahaid ki
(4)jannath ke darbaan farishte ka naam bathaey?
(a)rizvan hai
(5)dozakh ke darban farishte ka naam bathaey?
(a)malik hai  

Wednesday, 14 January 2015

asslam{u}alikum?


(1)Harkaath.
zer zabar pesh ko harkaath kehte hai.
isko jaldi padhe thoda bhi na khichie.
alif( آ ) hamesha khali hotha hai jo alif kali na ho  
vo  hamza hai.
(2)horfe madda(alif,vao,yaa,khadazaber,
khadi zer,ulta pesh)
horfe madda theen hai.
alif se pehle zaber ho.ya pe jazam ho osse
pehle ho.pesh pe jazam ho osse pehle pesh
ho.
khada zaber alif madda ke baraber hai.
khadi zer yaa madda ke baraber hai.
ultha pesh vao madda ke baraber hai.

Tuesday, 13 January 2015

asslam alikum?

                                                                                         
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ek Hadees k mutabik Aap Rasool Allah Sallellahu Alaihi Wasallam farmate hai k "Lahaula walaquvvata illa billa hil Ali ul Azeem" ek aisi dawa hai Jisme har beemari ka ilaj hai Aur sabse choti beemari hai Gham.. Subhanallah..
.
Allah ta'ala Amal ki taufeeq atha farmaye..
Aameen Summaameen..

khane ke adab

aye toh bismillahu avallahuva akhirillahu yaad rakhaiye agr bismilla bolkar nahi shuru ho to shaitaan hazir
hota hai.
khane ke liye take lagakar na bathaye.
khaaksaari ke saath oukud baithkar  aur ek gutne upar ek ghutna niche rakhe.
(4)teen ongli se khaye agar zarurat ho to chaar ongli se khaiye.
(5)roti se ongli saaf mat kare ghinoni aadat hai.
(6)plate ke kinare se khana khaye pehleye nahi.
(7)nivala girne per ussse dhokar khaiye aur chode mat.
(8)hamesha sidhe haat se khaiye aur zarurat padne par daya haat se khaye.
(9)khana miljhul kar khaye ulfat aur mohbaat badti hai aur baarkat badti hai.
(10)khane mein kabhibhi aaib maat nikale.
(11)bahut garm khane maat khaye.
(12)bilazurat khane ko na sounge ye bura aadat bhai.
(13)plate ko saaf karke khaiye.

quraan ki tilawat

(1)Quran ki tilawath behterien ibadath hai .
(2)quran ki tilawath zaukh aur shaukh ke sath kare.
(3)quran paak ki tilawath mehase talbe hidayath kare.
(4)pakeezee aada imaan hai.
(5)nabi (S.A.S) irshaad hai ki jo quran padhne mein is
  tarha mashbhool rahe ke dua mangne ka mouka na
  pa sake baghair mange hi mangne walon se zyada
  denge.
(6)qurane paak ki tilawath se pehle taharath aur pakeezee
   ka pura pura ehtemam kijieye.
(7)nabi (S.A.S)ne farmaya ke theen din se kam mein
   quran katham na kare jisne theen din mein quran
   katham kara ho vo khathaen quran ko na samjha ho
   isilieye quran ko ethminaan se padhe.
(8)iss azm ke sath tilawath kare ke mujhe iske ehkaam
    ke mutabiq apne zindagi ko badalna hai aur iski hidayath
    mile uske mutabiq apne zindagi ko dhalne aur kohtahiyon
    se zindagi ko paak karne ki mousalsi koshish kijieye.
(9)qurane paak aine ki tarha aapka har har dhag
    dhabbon ko nomaya karke pesh kar dega ab ye apka
   kaam hai ke aap in dhag dhabbon ko apni zindagi ko
    paak karne ki koshish kare.