Thursday, 25 December 2014

Rasool Allah S.A.W.W.Ne Farmaya-??''


Rasool Allah S.A.W.W.Ne Farmaya-''
HalaaK Karne wali Saat [7] cheezon se Bacho'' Logon Ne Poocha Wo Kya hai? Rasool Allah S.A.W.W. Ne farmaya'' 1-shirQ Karna- 2-Jaadu Karna 3-Na-Haq Qatal karna 4-Sood Khana 5-Yateem Ka Maal khana 6-Islaami Jung Me Peeth pher kar bhaag jana 7-Paak Daman Aouton par Tohmat lagana'- [Bukhari 2766 An Abi Hurerah R.Z.]

Bismillaahir Rahmaanir Raheem

Allahu laaa ilaaha illaa huwal haiyul qai-yoom; laa taakhuzuhoo sinatunw wa laa nawm; lahoo maa fissamaawaati wa maa fil ard; man zallazee yashfa'u indahooo illaa be iznih; ya'lamu maa baina zideehim wa maa khalfahum; wa laa yuheetoona beshai 'immin 'ilmihee illa be maa shaaaa; wasi'a kursiyyuhus samaa waati wal arda wa la ya'ooduho hifzuhumaa; wa huwal aliyyul 'azeem
اللَّهُ لاَ إِلَهَ إِلاَّ هُوَ الْحَيُّ الْقَيُّومُ لاَ تَأْخُذُهُ سِنَةٌ وَلاَ نَوْمٌ لَهُ مَا فِي السَّمَاوَاتِ وَمَا فِي الأَرْضِ مَنْ ذَا الَّذِي يَشْفَعُ عِنْدَهُ إِلاَّ بِإِذْنِهِ يَعْلَمُ مَا بَيْنَ أَيْدِيهِمْ وَمَا خَلْفَهُمْ وَلاَ يُحِيطُونَ بِشَيْءٍ مِنْ عِلْمِهِ إِلاَّ بِمَا شَاءَ وَسِعَ كُرْسِيُّهُ السَّمَاو ;َاتِ وَالأَرْضَ وَلاَ يَئُودُهُ حِفْظُهُمَا وَهُوَ الْعَلِيُّ الْعَظِيمُ

SURAH AL-FALAQ (113)


Bismillaahir Rahmaanir Raheem
  1. Qul a'uzoo bi rabbil-falaq
  2. Min sharri ma khalaq
  3. Wa min sharri ghasiqin iza waqab
  4. Wa min sharrin-naffaa-thaati fil 'uqad
  5. Wa min shar ri haasidin iza hasad
  6.                                                                                                                                                
                                                                                                                                                  

SURAH AL-IKHLAS (112) (The Unity)


Bismillaahir Rahmaanir Raheem
  1. Qul huwal laahu ahad
  2. Allah hus-samad
  3. Lam yalid wa lam yoolad
  4. Wa lam yakul-lahu kufuwan ahad
  5.                                                                                                                                                                                                              

surah al jumah (62)



Bismillaahir Rahmaanir Raheem
  1. Yusabbihu lilaahi maa fis samaawaati wa maa fil ardil Malikil Quddoosil 'Azeezil Hakeem
  2. Huwal lazee ba'asa fil ummiyyeena Rasoolam min hum yatloo 'alaihim aayaatihee wa yuzakkeehim wa yu'allimuhumul Kitaaba wal Hikmata wa in kaano min qablu lafee dalaalim mubeen
  3. Wa aakhareena minhum lammaa yalhaqoo bihim wa huwal 'azeezul hakeem
  4. Zaalika fadlul laahi yu'teehi many-yashaaa; wallaahu zul fadil 'azeem
  5. Masalul lazeena hum milut tawraata summa lam yahmiloonhaa kamasalil himaari yah milu asfaaraa; bi'sa masalul qawmil lazeena kaazzaboo bi aayaatil laah; wallaahu laa yahdil qawmazzaalimeen
  6. Qul yaaa ayyuhal lazeena haadoo in za'amtum annakum awliyaaa'u lilaahi min doonin naasi fatamannawul mawta in kuntum saadiqeen
  7. Wa laa yatamannaw nahooo abadam bimaa qaddamat aydeehim; wallaahu 'aleemum bix zaalimeen
  8. Qul innal mawtal lazee tafirroona minhu fa innahoo mulaaqeekum summa turaddoona ilaa 'Aalimil Ghaibi wash shahaadati fa yunabbi'ukum bimaa kuntum ta'maloon
  9. Yaaa ayyuhal lazeena aamanoo izaa noodiya lis-Salaati miny yawmil Jumu'ati fas'aw ilaa zikril laahi wa zarul bai'; zaalikum khayrul lakum in kuntum ta'lamoon
  10. Fa-izaa qudiyatis Salaatu fantashiroo fil ardi wabtaghoo min fadlil laahi wazkurul laaha kaseeral la'allakum tuflihoon
  11. Wa izaa ra'aw tijaaratan aw lahwanin faddooo ilaihaa wa tarakooka qaaa'imaa; qul maa 'indal laahi khairum minal lahwi wa minat tijaarah; wallaahu khayrur raaziqeen 

surah al jumah (62)


Bismillaahir Rahmaanir Raheem
  1. Yusabbihu lilaahi maa fis samaawaati wa maa fil ardil Malikil Quddoosil 'Azeezil Hakeem
  2. Huwal lazee ba'asa fil ummiyyeena Rasoolam min hum yatloo 'alaihim aayaatihee wa yuzakkeehim wa yu'allimuhumul Kitaaba wal Hikmata wa in kaano min qablu lafee dalaalim mubeen
  3. Wa aakhareena minhum lammaa yalhaqoo bihim wa huwal 'azeezul hakeem
  4. Zaalika fadlul laahi yu'teehi many-yashaaa; wallaahu zul fadil 'azeem
  5. Masalul lazeena hum milut tawraata summa lam yahmiloonhaa kamasalil himaari yah milu asfaaraa; bi'sa masalul qawmil lazeena kaazzaboo bi aayaatil laah; wallaahu laa yahdil qawmazzaalimeen
  6. Qul yaaa ayyuhal lazeena haadoo in za'amtum annakum awliyaaa'u lilaahi min doonin naasi fatamannawul mawta in kuntum saadiqeen
  7. Wa laa yatamannaw nahooo abadam bimaa qaddamat aydeehim; wallaahu 'aleemum bix zaalimeen
  8. Qul innal mawtal lazee tafirroona minhu fa innahoo mulaaqeekum summa turaddoona ilaa 'Aalimil Ghaibi wash shahaadati fa yunabbi'ukum bimaa kuntum ta'maloon
  9. Yaaa ayyuhal lazeena aamanoo izaa noodiya lis-Salaati miny yawmil Jumu'ati fas'aw ilaa zikril laahi wa zarul bai'; zaalikum khayrul lakum in kuntum ta'lamoon
  10. Fa-izaa qudiyatis Salaatu fantashiroo fil ardi wabtaghoo min fadlil laahi wazkurul laaha kaseeral la'allakum tuflihoon
  11. Wa izaa ra'aw tijaaratan aw lahwanin faddooo ilaihaa wa tarakooka qaaa'imaa; qul maa 'indal laahi khairum minal lahwi wa minat tijaarah; wallaahu khayrur raaziqeen


Saturday, 20 December 2014


neki??

jisne  kisiku  neki   ka  rasta  btaya tu   us  ke  liya   wo hi   ajar   hai jo us   naki  karnewale ki  liya ha

Friday, 19 December 2014

aaj aksar log kehte?

                                                                                                                                                                        






     Aaj aksar log kehte hain ki  
Har Burayi ki Jad
Aourat hai,
Lekin!
. Kehne wale yeh bhool jate
Hain??
.
Shohar ki har Dil Azeez
Biwi bhi Aourat hai, .
Baccho ki parwarish karne wali Maa bhi
Aourat hai,
.
Bhai ki izzat aur us ke laad maan Uthane wali
Bahen bhi Aourat hai,
. Aur Ghar ke Aangan mein
Rehmat ban ke
utarne wali Beti bhi Aourat ha                                                                   

aey saba mustafa??


Aey Sabaa Mustafa Se Keh Dena
Ghum Ke Maare Salaam Kehte Hai
Yaad Karte Hai Tumko Shamo Sahar
Besahare Salaam Kehte Hai Ya RasooulAllah Teary dar ki fizaon ko
Salaam Sallallahu Alayhi Wa Alihi
Wa Sallam

baccha jab duniya????


Baccha Jab duniya me ata hai tab wo sirf ak cheez lekar ata hai aur wo hunar hai RONA, wo baccha Rokar apni Maa se kaam karwaleta hai.
Isi tarah Allah se Rokar Dua mango,wo allah 70 Maa se zyada mohabbat karne wala hai

ladkiyou sunno

.

Ladkiyon Sunno..
Mohhabbat Aur Hawas ke Beech Mein Bahot Bada Farq Hota Hai .Adab E Mohhabbat Mein Sabse Ziyada Ahmiyat Izzat Rakhti Hai. Jo Shaks "Apki" Izzat Ka Khayal Nahi Rakhta Wo Kya Khaak Mohhabbat Karega
Ye Mohhabbat Ki Konsi Qism Hai Jo Hotels , Parks , Fb Aur Theatres Mein Parwaan Chadti Hai
.
Ek Aurat Ko Izzat Dene Ka Ye Konsa Tariqa Hai K Uski Asmathdaari "Pyar" Ki Duhaayi Deker Looti Jaye
Aur Sabse Badi Baat To Ye Hai K Mard Aisi Aurat Se Shadi Kabhi Nahi Karta Jo Aasani Se Hasil Hojaye Aur Maano Agr Shadi Kar Bhi Le To Wo Izzat Kabhi Nahi De Paata Jo Ek Paarsa Shareek E Hayat Ki Honi Chahiye .
Ab Faisla Apke Hathon Mein Hai Aashiqi Kar Ke Apni Aur Apne Waldein Ki Izzat Ko Mitti Mein Milane Aur Zina Jaise Gunah E Kabira Ka Ba Ees Banney Ki Qaayal Hai Aap Ya Phir Shariah Mutabiq Nikah Karke Kamiyab Azwaji Zindagi Baser karna Chahingee



Thursday, 18 December 2014

Huzoor Sal lal lahu Ta'ala Alayhi Wa Sallam?


Huzoor {Sal lal lahu Ta'ala Alayhi Wa Sallam}
ki khaas 10 Khoobiyan.....
1. Aap Khatna Shud Paida Huve Hain....
2. Aapko Kabhi Jamai (Bagasha) Nahi Aaya....
3. Aapko Kabhi Ahtelam Nahi Huwa....
4. Aapka Saaya Kabhi Zameen Pe Nahi Para.... 5. Aapka Baal Mubarak Kabhi Zameen Pe Zaahir
Nahi Huwa....
6. Aap Jab Kisi Qaum (Jama'at) Mein Tashrif
Rakhtey Tab Aap Sabse Buland Nazar Aatey....
7. Aapki Aankhein Soti Thi Magar Aapka Dil Kabhi
Nahi Soya.... 8. Aap Jis Jaanwar Pe Sawar Huwe Woh Jaanwar
Kabhi Bhaga Nahi....
9. Aapke Paak Jism Ya Muqaddas Libaas Pe
Kabhi Makhkhi Nahi Baithi....
10. Aap Jaisa Aagey Dekhtey Thay Waisa Hi
PeecheyDekhtey Thay.... ~(Almurtaji Bil Kulub Khidmate Kadmirrasool :
Page No-114)
Masha Allah!
Subhan Allah!
                                                

hazrat?

                  hzrat abbu musa razi allah tala unhuse rivayat hai  ke huzure akram sallallahu alaihi wasallamne irsad hai agar ak saksh ke pas bhut paise hu taqseem karrha hai dusra   ra allah ka zikre karrha hu tu vo dono ak brabar ha

wazu ki fazilat

WOZU Ki FAzilat :
Jab Tum Mein Se Koi Shakhs
Achchhi Tarah
Wuzu Kar Ke Namaz Ke Liye
Nikalta Hai To
Dahina (Right) Qadam Uthate Hi Allah
Subhanahu Wa Ta'ala Uske Liye
Ek Neki Likh
Deta Hai Aur Bahina (left) Qadam
Rakhte Hi
Uska Ek Gunaah Maaf Kar Deta Hai To Ab Jo
Chahe (Masjid Se) Qareeb Rahe Ya
Door Rahe
Phir Jab Wo Masjid Mein Aakar
Namaz
Padhta Hai To Usko Bakhsh Diya Jata Hai
(Sunan Abu Dawood: Jild 1 Safa
561)
,Asslaam-o-Alekum Juma Mubrak:
>Wazifa<
",Jo Jumy K din 7Martba Sorah Fatiha,
Sorah Ikhlas,
Sorah Falaq,
Sorah Naas,
Parhy Ga
Agly Jumy Tak(Bury Asraat Wgera Sy) Hifazat Mein Rahy Ga...!!!
(Baihaqi P137)

kabhi kisi aise shaks zulm?

Kabhi Kisi Aisay Shaks per Zulm Na karo
Jiss k Paas Faryaad k liye ALLAH k Siwa koi Na ho
101

har ek tthikana??


∗ Har Ek Ka Thikana Pehle Se  Hee Tay Hai Hazrat Ali (Radi Allahu Anhu) Se
Rivayat Hai Ki Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya:
“Tum Me Se Koi Shaksh Aisa Nahi Hai Jiska Jannat Ya Dozakh KaThikana Tay Nahi Ho ChukaHo
 Sahaba Ne Arz Kiya Ki Phir Kyun   Na Hum Usi Par Bharosa Kar Le? Rasool Allah (Sallallahu Alaihi
Wasallam) Ne Farmaya! AmalKartey Raho Kyunki Har ShaksJis Thikaney Ke Liye Paida Kiya
Gaya Hai Usko Waisee Hi 

asslam alikum???????



ASSALAM alikum
KHUSHI
IZZAT, SUKUN”
OR
“PYAAR
Ye 4 Cheezein Zindagi
Main Khubsoorat Banati
Hain…
Allah Pak Aap Ki Zindagi
Main Kisi Aik Ki Bhi Kami
Na Karay…
Ameen

fajar ke bad??

"SURAT YASEEN"
Fajar K Bad Parhna Sy Har Wish Pori Hoti Hy...

"SURAT WAQIQ"
Magrib K Bad Parhnay Sy Kabhi Faka Nahi Hota...

"SURAT KOSAR"

Dushmano Ki Dushmani Sy Bachati Hy...

"SURAT KAAFEROON"
Mout K Waqt Kufar Sy Bachati hy...

"SURAT IKHLAAS"
Munafiqat Sy Bachati Hy...

"SURAT FALAK"
Hadson Sy Bachati Hy...

"SURAT NAAS"
Waswason Sy Bachati Hy...
Yh Bohat Khobsorat Tohfa Hy Dosro KoBi Tohfa Dain
JAZAKALLAH KHAIR

child?

ya allah  insab  bchuku   jnnat  atafar ma   ya allah   in sub bchu ki maa ku himmat ata farma ameen
                     


masaha allah


salaam ki fazeelat


Chalo Madina ChaleвɪѕмɪʟʟαнɪʀʀαнмαռɪʀʀαнɪмDARS-E-HADEES-155•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•EK DIN MEIN 20 SALAAMKI FAZEELAT•┄─━━━━•▣•▣•▣•━━━━─┄•AAp SαLLαLLαhuALαyhi WαsαLLαmNe Irshααd Fαrmαyα:jis'ne ① dinMein 20 mαrtαbαhSαLααm kiyαKhααh........jαmαα'αtK0.....ya tαnhααLogon k0........αurUsii din uskαIntiqααLH0-gαyα.........t0Uspαr jαnnαtLααzim...............hei.⚀•RєԲ:➻┐Tαbrααni,Mαjmα'uzzαwααid.SαLααmKi...........kαsrαtKi fαzeeLαt......meiMαzkoorαh HαdeesBαhut αhαmαur............QααbiLetαwαjjuh heiKe 20 SαLααmjiske ek din.....meiH0-jααyejαnnαt.......uspαrLααzim..............hei.

Wednesday, 17 December 2014

kabhi


Kabhi Kisi Aisay Shaks per Zulm Na karo   Jiss k Paas Faryaad k liye ALLAH k Siwa koi Na ho

ham sub ya dua kre Aameen


Ey Allah!Mai kamzor hun tu taqat wala haiEy Allah!Mai ajiz hon tu be-neyaz haiEy Allah!Mai mangta hon tu Daata haiEy Allah!Mai mujrim hon tu shahensha haiTujhe teri shane raheemi-o kareemi ka wasta' Hazrat Muhammad (salalaho aleyhe wasalam) k sadke muj par karam farma kiyun k mai kisi imtehan aur Aazmaish k qabil nahi.....Ey Allah!tu muaf karne wala hai or mafipasnd krta hai...Ey Allah!Humen muaf farma aur achay kaam krneki toufeeq dey....Ameen

Sunday, 14 December 2014

masha allah

                                                            masha allah

kisi ka aeb????



kisi ka aeb talash karny waly ki mimakhi ki tarha hai jo sara haseen husne chor kar sirf zakham par hi batti  hai

Saturday, 13 December 2014

hiqayaat hazrat musa alaihay salam ne hazrat shoeb alaihay salam ki khismat me?


• ¤¤¤ HIQAYAAT ¤¤¤ •→Hazrat Musa Alaihay Salam Ne Hazrat Shoeb Alaihay Salam Ki Khidamat Me Rahekar Un Se Ilm Aur Hiqmat Ki Baate Bhi Sikhi, Aur Das Saal Bhi Pure Kiye. Aur Is Tarha Unhone Hazrat Shoeb (Alaihay Salam) Ki Us Baat Ka Bhi Ahetaraam Kiya,Jis Me Hazrat Shoeb (Alaihay Salam) Ne Un Se Majeed Do Saal Khidmat Karne Par Unka Ahesaan Kahaa Tha. Jab Das Saal Pure Ho Gaye To Hazrat Musa (Alaihay Salam) Ne Unse Apne Waldain (Khaandaan) Ke Paas Waapas Mishr (Egypt) JaaneKi Izazat Li Aur Apne Biwi Bachche Aur Gulaam Ko Saath Lekar Mishr Ki Taraf Rawaana Huve. Riwaayato Me Hai Ki Shaayad Woh Sardi (Thand) Ki Raat Thi Ya Unki Biwi Ki Jachki (Delivery) Ka Waqt Tha. Khair Jab Woh Log Apne Safar Par ChaleTo Toor Ki Pahaadi Ya Tuwa Ki Waadi Me Pahoonche. Jab Raat Ho Gayee To Hazrat Musa (Alaihay Salam) Ne Dekha Ki Door Pahaad Se Ek Roushni (Light) Nazar Aa Rahi Hai, Unhone Apne Ghar Walo Se Kahaa, “Tum Log Yahaa Par Ruko Mai Uss Pahaadi Par Ja Rhaa Hoon Waha Se Shaayd Kuch Aag (Fire) Mil Jaaye Taki Tum Log Taap Sako Aur Aage Raaste Ki Kuch Khabar Bhi MilJaaye”.Jab Hazrat Musa (Alaihay Salam) Us Pahaadi Par Pahooche To Unhone Deka Ki Us Pahaadi Ke Daahine (Right Side) Se Ek Darakht (Tree) Se Roushni (Light) Aa Rahi Hai. Fir Unhe Gaib Se Ek Aawaaz Sunaayee Di. Jo Gaalban Usi Muqaddas Darakht (Tree) Se Aa Rahi Thi. Ye Aawaaz Hamaare Rab Ki Thi Jo Saare Aalam Ka Malik Aur Khaliq Hai.Allah Ta’ala Ne Kahaa, “Aye Musa Main Tumhaara Rab Aur Sare Jahaan Ka Paalne Wala Hoon. Meri Baat Gour Se Sun Aur Apni Jutiya (Shoes) Utaar DeTu Muqaddas (Paak) Waadi Tuwa Me Hai. Maine Tujhe Naboowat Aur Risaalat Ke Liye Chun Liya Hai. Meri Khoob Hamd-O-Sanaa Kar Aur Namaaze Qaayem Kar. Jo Teri Taraf Wahee (Baate Ya Kalaam) Ki Jaati Hai Use Gour Se Sun. Beshaq Main Hi Allah Ta’ala Hoon, Mere Siwaa Koi Bhi Ibaadat Ke Laayeq Nahi, Isiliye Tu Sirf Meri Hi Ibaadat Kar. Yaqinan Qayaamat Aane Wali Hai, JiseMaine Posheeda (Chupaa Kar Rakhna) Rakha Huwa Hai, Taa Ki Har Shakhsh (Aadmi) Ko Wo Badlaa Diya Jaaye Jis Ki Usne Koshish Ki Ho. Isiliye Is Yaqeen Se Tujhe Koi Aisa Shakhsh (Aadmi) Na Rok De Jo Is Par Imaan Na Rakhta Ho Aur Apne Nafs (Khawaahisho) Ke Piche Laga Huwaa Ho, Warnaa Tu Raah Se Bhatak Jaayega Aur Halaaq Ho Jaayega”.Dosto Wo Tuwa Ki Wadi Muqaddas Thi Kyonki Wahaa Hamare Rab Ki Tajjully Ka Jalwaa Runumaa Tha, Isiliye Allah Ta’ala Ne Hazrat Musa (Alaihay Salam) Ko Jutiya Utaarne Ka Huqm Diya.Kyonki Hazrat Musa (Alaihay Salam) Allah Ta’ala Se Hamkalaam Huve Isiliye Unhe Kaleemullah Kahaa Gaya. Allah Ta’ala Ne Farmaaya, “Aye Musa Ye Tere Haath Me Kya Hai ?”.Hazrat Musa (Alaihay Salam) Ne Kahaa, “Aye Mere Rab Ye Aasaa (Lakdi Ya Chadee) Hai Jis Se Mai Apni Bakriyo Ko Haanktaa Hoon Aur Unke Liye Jhaad (Tree, Darakht) Se Patte (Leaves) Todta Hoon, Aur Is Se Tek (Sahaara) Bhi Leta Hoon Aur Bhi Ye Mere Bahut Se Kaam Me Aati Hai”.Allah Ta’ala Ne Farmaaya, “Aye Musa Ise Zameen Par Daal De”. Aur Jaise Hi Hazrat Musa (Alaihay Salam) Ne Us Aasaa (Chadee) Ko Zameen Par Daala Wo Ek Kaala Naag (Saanp) (Snake) Ban Kar Fufkaarne Lagi Aur Karwate Lene Lagi. Hazrat Musa (Alaihay Salam) Ne Us Saanp (Snake) Ko Dekha To Khouf Ke Maare Piche Palat Kar Bhagne Lage. Allah Ta’ala Ne Pukaara, “Aye Musa Khouf Na Khaavo (Daro Nahi) Tum Apne Rab Ki Amaan (Hafaazat) Me Ho”.Hazrat Musa (Alaihay Salam) Waapas Palat Aaye, Lekin Abhi Bhi Darr Se Kaanp Rahe The.Allah Ta’ala Ne Farmaaya, “Bekhouf Ho Kar Ise Pakad Lo, Ham Ise Pahele Ki Surat (Chadee) Me Dubaara La Denge. Aur Apna Haath Apni Bagal Me Daal Le Is Se Tera Khouf Bhi Jaata Rahega”,Aur Farmaaya, “Ab Apna Haath Baahar Nikaal.” To Wo Haath (Hand) Bina Kisi Takleef Aur Dard Ya Kharaabi Ke Ekdam Safed (White) Aur Chamkta Huwa Niklaa.Allah Ta’ala Ne Farmaaya, “Ye Do Moajjaze Hai, Ye Isiliye Hai Ki Ham Tujhe Apni Badi-Badi Nishaniya Dikhana Chahte Hai”TO BE CONTINUE...!!!!! Plz share this page more than more, if you want to spread Islam with Proper way !!!!!!!

hadees pak (s.a.w.w)hazrat jibrail (a.s)hazoor (.s.a.w.w)ka pass aaya aor farmaya????


HÅDEES PAK (S.A.W.W) HAZRAT JIBRAIL (A.S) HAZOOR (S.A.W.W) Ka Pass Aaye AOr Farmaya Ya Rasool-ALLAH Hum Insan Ka Har Amal Likhtay Hain §iwaye Insan Ka Ansoo Ka.. Ansoo Ka Khazana ALLAH K Pas Khud Hy.. Kion K Insan Ka ALLAH K Khof §y Nikla Hoa Aik Anso Jahanum K ¡)arya ...

huzoor pak sallallahu alaihi wasallam ki kuch aadaat ?


"HUZOOR PAK Sallallahu Alaihi Wasallam KI KUCH
AADAAT"
1.Chalty Waqt NIGAH Nechay Rakty.
2.SALAM Me Hamesha Pehal Karty.
3.MEHMAN NAWAZI Khud Karty.
4.NAFLI IBADAT Chup Kr Karty.
5.FARAZ IBADAT Sab K Samney Krty.
6.BIMAR Ki Mizaj Pursi Karty.
7.GUSSA Ata To Baith Jaty Or Baithy Huay
GUSSA Ata To Lait Jaty.
8.MISWAQ Karty.
9.ISHA Se Phlay Kabi Na Soty.
10.Kabi Khul Kar Na Hansty,Sirf Muskuraty.
SUBHAN ALLAH

ak shaks ne hazrath ali (r.a)se poocha ,q,kareeb kya hai ?a


Ek shaks ne HAZRATH ALI(R.A) se poocha,Q: kareeb kya hy?A: QayamatQ: aur Kareeb Tar?A: MautQ: Ajeeb kya hy?A: DunyaQ: aur Ajeeb Tar?A: Talib-e-dunyaQ: Wajib kya hy?A: TaubaQ: aur Wajib Tar?A: Gunah k forun baad TaubaQ: Mushkil kya hy?A: Qabr mein utarnaQ: aur Mushkil Tar?A: Amal k bagair utarn

Thursday, 11 December 2014

Hello World !

We Islamic-Scientific Blogger Team are organized to share scientific proofs of religion.