Wednesday, 4 March 2015

(sallallahu Alaihi Wasalam)??///


Ye Mana K Bahut .Na Farman, Hai Hum..
Kar Jate hai ,Gunaah..Kyuke ,Insaan.Hai Hum..
Bacha Lijiyea .Ya RasoolAllah, (sallallahu Alaihi Wasalam) ,Akhirat.
Me Hame..
Kyuke Apki ,Shafaat k .Mohtaaj, Hai Hum.
.

Monday, 2 March 2015

Aksar hum??????????




Aksar hum namaz padte hain par namaz me
humara dhyan nahi rehta
Gaur se padhiye
Jab hum Facebook.Ya aur Whatsap use karte hain toh us dauraan
machhar bhi kaant liya toh hume hosh nahi
rehta Par wahi machhar hume namaz me kaant liya
toh hum zor zor se khujane lagte hain humara
dhyan namaz me se hat jata hai
Doston aisa q ?
Kya namqz se ziyada important hai yeh facebook hai?
Sajde me sar kata liye mere nabi ke pyare nawase
Kya hume nahi sajta?
zara sa unka toh khayal karo...! unki qurbaniyon
ka toh khayal karo...!

jannat ???


HUZOOR Sallallahu Alaihi Wasallam (صلی اللہ علیہ وسلم) NE FARMAYA:-
JO SHAKHS AISA RAASTA CHALE, JISKA MAQSAD ILM KI TALAASH HO, TO ALLAH TA'ALA USKE LIYE JANNAT KA RAASTA AASAAN KAR DEGA.
(MUSLIM Hadees No.:6853)   

namaz???


Hefazat Kro
Ebadat Kro NAMAZ”Ki
Tlawat Kro QURAN”Ki
Atat Kro NABI Ky Farman Ki,
Pukr Suno  AZANKi,
Kuyn k NAMAZ Shan Hai Musliman Ki, 
EMAN”Ki

Friday, 13 February 2015

hijab-muslim??????????

ALLAH TAALA HAM SAB KO TOFEEQ DEN burqa pehan kar bhar nikle burqe ka sahi istamall kre bhut fide 
hai  ALLAH TALA HAM SUB ko ak sep mai molti ki tar ha rkhna chata hai isse hme flu or bhut sari bimari 
bch sakte hai or bury nzar se bhi  ham sub ALLAH KE BANDE HAI Be purdah nazar NA aayein

Friday, 23 January 2015

Hadees????


» Hadees : Nabi-e-Kareem (Sallallahu Ta’ala Alaihi
Wa Aalihi Wa Sallam) Ne Farmaya Ke,
“(Aye) Auraton Ke Giroh ! .. Tum Me Jo Aurat
Zevar Pehan Ker Gair Mard Ke Samne Iski
Numaish Karegi Wo Azaab Me Mubtila Hogi”.
( Abu Dawood )
Aur Farmaya Ke, “Jo Aurat Gair Mardon Par Apni
Zeenat Ki Numaish Karegi Qayamat Ke Din Wo
Noor Se Mehroom Aur Andhere Me Mustagriq
Hogi”.
(Tirmizi:Sharif)
» Dua : Allah Ta’ala Tamaam Imanwali Khawatin
Ko Sunnat-e-Nabvi Par Amal Ki Aur Har Kism Ki
Be-Hayayi Waale Baato(Amaalo) Se Parhez ki
Toufiq Ata farmaye… !!! Ameen